Skip to main content

Posts

Showing posts from April, 2017

Chara Saazon Ki Chara Sazi Se

Chara Saazon Ki Chara Sazi Se Dard Bad-Naam To Nahi Hoga Haan Dawa Do Magar Ye Batla Do Mujhe Araam To Nahi Hoga...

Ghar Ki Dewaar Se Pehle To Nami Phoot

Ghar Ki Dewaar Se Pehle To Nami Phoot'ti Thi Phir Meri Aankh Se Manzar Nahi Dekha Jata...

Ghair Se Tum Ko Bohat Rabt Hai Mana

Ghair Se Tum Ko Bohat Rabt Hai Mana Lekin Ye Tamasha To Mere Baad Bhi Ho Sakta Tha...

Aisa Bichra K Mila Hi Nahi Phir Us Ka

Aisa Bichra K Mila Hi Nahi Phir Us Ka Pata Haye Wo Shakhs Jo Aksar Mujhe Yaad Ata Hai...

Dhundo Ge Kahan Mujh Ko Lo Mera Pata

Dhundo Ge Kahan Mujh Ko Lo Mera Pata Le Lo Ek Qabar Nayi Hogi Ek Jalta Diya Hoga...

Dua Ki Jiye Me Ro Parun Sahib

Dua Ki Jiye Me Ro Parun Sahib Dil Zabt Se Kahin Phat Na Jaye...

Apni Nazron Ko Phair Kar Us Ne

Apni Nazron Ko Phair Kar Us Ne Mere Har Gumaan Ko Yaqeen Kar Dala...

Ek Nazar Mur K Dekhne Wale

Ek Nazar Mur K Dekhne Wale Kya Ye Khairaat Phir Nahi Hogi...

Sajna Je Tu Hasy Dity

Sajna Je Tu Hasy Dity Dukh V Ache Khasy Dity Lokan Ne Te Gal E Kiti Tu Te Khol Khulasy Dity...

Waqt Azaala Na Kar Saka Jin Ka

Waqt Azaala Na Kar Saka Jin Ka Log Aise Bhi Hum Ne Khoye Hain...

Dafnana Dekh Bhaal K Hasrat Zada Ki

Dafnana Dekh Bhaal K Hasrat Zada Ki Laash Lipti Hui Kafan Se Koi Aarzoo Na Ho...

Hum Ne Har Dukh Ko Muhabbat Ki Anayat

Hum Ne Har Dukh Ko Muhabbat Ki Anayat Samjha Hum Koi Tum The K Tum Se Shikayat Karte...

Andar Je Gar Saaf Na Howy

Andar Je Gar Saaf Na Howy Hajj Vi Sair Spata Howy...

Pehle Barish Hoti Thi To Yaad Aty The

Pehle Barish Hoti Thi To Yaad Aty The Ab Jab Yaad Aty Ho To Barish Hoti Hai...

Wo Paish-E-Lafz Tha Jis Ne Rula Dia Hai

Wo Paish-E-Lafz Tha Jis Ne Rula Dia Hai Tujhe Sambhal Khud Ko, Abhi Dastaan Baki Hai...

Daba Leta Hun Armaan Dil K Sahib

Daba Leta Hun Armaan Dil K Sahib Khud Ko Muskura K Ranj Deta Hun Main...

Lafzon Se Fatah Karta Hun Logon K Dilon

Lafzon Se Fatah Karta Hun Logon K Dilon Ko Main Aisa Badshah Hun Jo Lashkar Nahi Rakhta...

Zindagi Tujh Par Bohat Ghor Kia Hai

Zindagi Tujh Par Bohat Ghor Kia Hai Main Ne Tu Rangeen Khayalon K Siwa Kuch Bhi Nahi...

Khulta Kisi Pe Kiun Mere Dil Ka Mamla

Khulta Kisi Pe Kiun Mere Dil Ka Mamla Shairon K Intakhab Ne Ruswa Kia Mujhe...

Toote Hue Dilon Ko Kabhi Jor Kar To Dekho

Toote Hue Dilon Ko Kabhi Jor Kar To Dekho Naiki Ye Mukhtasir Hai Magar Hajj Se Kam Nahi...

Hum K Sookhy Hue Patton Ki Tarha Hain

Hum K Sookhy Hue Patton Ki Tarha Hain Tabish Jane Kis Waqt Nikal Jaen Chaman Se Apne...

Kya Kabhi Ap Par Bhi Guzra Hai

Kya Kabhi Ap Par Bhi Guzra Hai Koi Lamha Kisi Sadi Ki Tarha...?

Faslay Khatam Hi Nahi Hote

Faslay Khatam Hi Nahi Hote Airiyan Phat Gai Hain Chal Chal Kar...

Jab Us Ko Raas Na Ayi To Chor Gaya

Jab Us Ko Raas Na Ayi To Chor Gaya Aik Shakhs Ne Mujh Par Mohabbat Ka Tajarba Kia...

Rukh-E-Doraan K Khad-O-Khal Guzar Jate Hain

Rukh-E-Doraan K Khad-O-Khal Guzar Jate Hain Halaat Jese Bhi Hon Beherhaal Guzar Jate Hain Pehle Pehle To Kat'ta Nahi Ek Lamha Bhi Judai Ka Phir Lamhe Lamhe, Kayi Saal Guzar Jate Hain Jaan Pe Bhaari Hua Hai Faqat Azab-E-Tanhai Yoon To Har Roz Kayi Wabaal Guzar Jate Hain Naqsh Mit'te Nahi Soch K Da'iron Se Kabhi Tere Khayalon Se Hum Be-Khayal Guzar Jate Hain Kon Pathar Se Musalsal Takraye Gham Bhi Ho Kar Nidhal Guzar Jate Hain... Blogger: Waqas Ali

Thooka Hai Mene Khoon Hamesha

Thooka Hai Mene Khoon Hamesha Mazaq Me Mera Mazaq Aap Hamesha Uraiye...

Sary Jhagray Hi Zindagi Tak Hain

Sary Jhagray Hi Zindagi Tak Hain Kon Marta Hai Phir Kisi K Liye...

Uski Adat Hai Mere Baal Bigaray Rakhna

Uski Adat Hai Mere Baal Bigaray Rakhna Uski Koshish Hai Kisi Aur Ko Acha Na Lagun...

Na Khol Mere Makaan K Udaas Darwazy

Na Khol Mere Makaan K Udaas Darwazy Hawa Ka Shor Meri Uljhanain Barha Deta Hai...

Ek Teri Barabari K Liye

Ek Teri Barabari K Liye Khud Ko Kitna Gira Chuka Hun Me...

Ab K Toota Hai To Kuch Chain Se Betha Hai

Ab K Toota Hai To Kuch Chain Se Betha Hai Zara Warna Is Dil Ne Dikhane The Tamashe Kya Kya...

Jhoot Hai Sub Khizaan Ka Khumyaza

Jhoot Hai Sub Khizaan Ka Khumyaza Aks-E-Rang-Rukh-E-Bahaar Bhi Jhoot Mout Teri Talab Bhi Laghzish-E-Lub Zindagi Tera Aitbaar Bhi Jhoot...